CreditBook Digital Khata - Aap ke shop/business ka digital khata hisab book
advertisement
नाम | CreditBook |
---|---|
संस्करण | 7.1.2 |
अद्यतन | 07 नव॰ 2024 |
आकार | 50 MB |
श्रेणी | वित्त |
इंस्टॉल की संख्या | 1क॰+ |
डेवलपर | CreditBook Technologies, Inc. |
Android OS | Android 6.0+ |
Google Play ID | com.creditbookpk.creditbook |
CreditBook · वर्णन
Kya aap apne business ko barhana chahte hai? Kya aap ko apne business ko grow karne ke liye maddad chahiye? Inn sawalon ka aik hi jawab hai, aur woh hai CreditBook App! CreditBook na sirf aik digital khata app hai, ye aap ke business ka aik behtareen digital dost aur saathi hai! Apne karobaari hisaab kitaab par paye control, aur behtar karain business ki maali sehat!
Hisaab Kitaab ko karain digitally manage, rakhain customers ke saath digital khata, aur automatically messages ke zariye reminders bhejain and paye 3x gunna tez wasooli!
Iss hi tarha, aap CreditBook ke saath bannay ge Business Ke Baadshah
CreditBook mein majood feature, CashBook, se aap ba-asaani karobaar mein cash ka aana aur jaana record karain!. Na sirf ye, ab tou aap CreditBook app mein hi apne business ka stock ko bhi manage kar sakte hai humaray Stockbook mein! Stock ke items add karain, aur jaisay jaisay samaan forkht hota hai, bill banatay saath hi stock ki taadad kam zayada karlein. CreditBook Wallet se aap apne phone se hi mobile load baich kar kamaye commission! Ba-asaani, apno ko aur customers ko mobile load baichein, aur saath saath hi apne Wallet mein paisay jama karain! Khaas maukon par paye packages pe bhi deal aur paye exclusive discounts!
Business ke Baadshah bannay ke liye aap ko chahiye khoob saray faiday aur features, tou fikar na karain, hum aap ke liye laye hain features hi features:
👉Humara app English aur Urdu ke ilawa, Sindhi, Pashto aur Punjabi mein bhi istemaal ho sakta hai
👉Wasooli aur Udhaar ho 3x tez hosakta hai CreditBook ke FREE SMS/WhatsApp reminders ke saath!
👉Wasooli aur Udhaar ki tareekh enter kar ke aap ke payments hojaye waqt par
👉 Tammam tafseel likh saktay hai apna saaray transactions ke
👉 BillBook se aap raseed/ invoice bana kar apne customer ko bhej saktay hai
👉 Aik se zayd phone se aap CreditBook ka istemaal kar sakte hai
👉Business reports ko download kar sakte hai aur araam se jaan sakte hai aap ke karobaar ka maali sehat
👉Aik se zyada business ke khatay ko manage karain
👉Humara Customer Support team aap ke complaints sun’nay aur resolve karne ke liye hamesha majood
Kya mein use kar sakta hoon, CreditBook?
CreditBook app har qism ke shop/business ya zaati hisab kitab ke liye istemaal kia ja sakta hai. Agar aap ka t’aluq inn businesses se hay, tou yeh app aap ke bohat kaam aye gi 👇🏼
- Kiryana Shop, General Store, Grocery Store
- Wholesale distributors aur suppliers
- Mobile Recharge aur Electronics Shops
- Paan Shops, chai shop, cigarette ki dukaan
- Garments, tailor shop, clothing store
- Jewellery shop, gold seller
- Medical Store, Local Pharmacy
- Bakery, Snacks aur Juice Shops
- Salary payments/advances management
- Personal udhar ka hisaab kitaab
CreditBook app kaise istimaal karain?
⭐️ Google Play Store se app download karen
📲 Apna mobile number aur OTP (one time password) enter karen
👨🏽🌾 Customer ya supplier ka contact add karen
📝Udhar ya cash len den ki entry karen
📩 Muft SMS/Whatsapp payment reminder bhejien
CreditBook app abhi download karain!
CreditBook app abhi download aur try karain. Apna qeemti waqt bachain, business ki aamdani ko char chaand lagayen! Agar app pasand aye, tou review likhen aur hamein rate karain.
Entity name: CreditBook Financial Services
License number: SECP/LRD/86/CBFSPL/2022-103
Kisi bhi masle ki soorat main
- 📞+923180110801 pe call karen
- 📩 support@creditbook.pk se fori raabta karen.