Bajrangi APP
Aaj mein aap sabhi ko ek nayi aur zaroori app ke baare mein batane aya hoon, jo humare samaj ke liye bahut mahatvapurn hai. Yeh app hai "Social Media Content Validation App" jo India ke liye banayi gayi hai.
Ham sab jaante hain ki aajkal social media hamare jeevan ka ek avinashi hissa ban gaya hai. Har din, har pal, hum social media ka istemal karte hain. Lekin, kabhi-kabhi hum dekhte hain ki kuch galat content humare samne aata hai jo ya to vulgar hota hai ya phir insensitive. Yeh cheezein hamare samaj par bura asar dalti hain. Isi samasya ka samadhan hai yeh app.
Is app ke madhyam se, aap asani se galat content ko report kar sakte hain aur apne social media ko saaf bana sakte hain. Aap vulgurity content, insensitive content, aur anya galat content ko turant report kar sakte hain. Iske alawa, aap ache content aur content creators ko support bhi kar sakte hain, jo samaj ko sudharne ka kaam karte hain.